Aksar hum sunte aaye hai ki, Masturbation (Hastmaithun) bilkul nahi karna chaiye, isse aapki sharirik, mansik avastha par nakaratmak asar padta hai. Log isko galat mante hai. Darasal yeh apni kamukta (Eroticism) par kabu pane ka common tarika hai. Aaiye jane Masturbation Benefits.
Hum aaj tak samjhte aaye the ki, sirf purush hi Hastmaithun karte hai balki aapko yeh jankar bahut ashchrya hoga ki mahilaye bhi Hastmaithun karne me piche nahi hai. Ek research ke mutabik roz 95% male aur 89% female masturbation karte hai.
Masturbation ke Vishay me Kuch Logo ke Vichar
“Masturbation is part of a healthy sex life,” says Gloria Brame, Ph.D., a clinical sexologist. “It’s totally safe and harmless. It’s healthier than brushing your teeth every day.”
Sydney ki university ki public health scientist Anthony Santella ke mutabit Masturbation se diabetes, prostate cancer aur urine sambandhi samasya kam ho sakti hai.
Masturbation Benefits: Aaiye jane Hastmaithun ke Fayde
• Sexual Expression: Hastmaithun se sehat par koi bura asar nahi padta hai. Yah Sexually Tension ko kam karne ka sabse accha aur healthy tarika hai.
• Enjoyment: Purusho ke compare me mahilao ka Orgasm jyada complex hota hai. Purusho ko samanyatah sperm nikalte vakt anand aata hai.
• Natural Hai: Masturbation puri tarah natural prakriya hai. Isse prajann kshamta par kisi bhi tarah ka bura prabhav nahi padta hai. Yaha tak ki animals me cat, dog, aur monkey bhi masturbation karte hai.
• Tension Kam Kare: Hastmaithun ke douran dhadkan bad jati hai. Blood flow bhi badta hai aur muscle me sakht ho aati hai. In saari sharirik prakriyao ke karan tanav se mukti milti hai.
You may also like: Side Effects of Masturbation: Muth Marne ke Gharelu Ilaaj
• Raat me Acchi Nind Aaye: Jab Oxytocin aur Endorphin Hormone release ho jate hai, tab aap feel good zone me hote hai. Masturbation ke douran in hormone ke nikal jane ke baad aap befikra hokar bina kisi baichaini se sote hai.
• Yaun Sankraman Nahi Hota: Masturbation Benefits me sabse accha fayda yah hai ki, isme STD’s aur Yaun Sankraman hone ki ashanka bilkul bhi nahi hoti. Ye uttejana mahsoos karne ka sabse accha aur surakshit jariya hai.
• Prostate Cancer ka Khatra Kam: 2003 ki ek Australian study ke mutabit jo purush week me kam se kam 5 baar hasthmaithun karte hai unme prostate cancer kone ki ashanka kam ho jati hai.
• Premature Ejaculation ki Samasya se Nijaat: Masturbation ke jariye premature Ejaculation ki samasya se bhi nijaat paya ja sakta hai. Yaha tak ki isse sex ke douran ejaculation par puri tarah se niyantran bhi paya ja sakta hai.
• Sar Dard me Aaram: Sar dard, badan dard se chutkara dilata hai.
Male Masturbation Tips: Janiye Hastmaithun Tips
Hasthmaithun ke madhyam se ek gunvatta sambhog such tak pahuchne ke liye alag alag tarike hai. Aaiye jante Male Masturbation Tips.
Kuch logo ko keval thumb aur couple of fingers ki jodi ka upyog karna pasand hai, to kuch ko pure haato ka upyog anand me lata hai. Aaiye jane kuch steps:
1) Ye Hastmaithun ka saral aur aasan tarika hai. Aapko sirf aapke penis ko upar aur niche hilana hai, tab tak ye process karni hai jab tak aap santusht na ho jaye aur usme se virya na nikal jaye.
2) Kuch log Pillow se bhi hastmaithun karte hai. Ye bhi ek tarika hai. Aapko cushion ke bich me apne penis ko rakhna hoga aur up and down karna hoga.
3) With the help of watermelon aap maturbrate kar sakte hai. Aapko watermelon ke andar ek hole karna hoga. Uske baad aap apni process kar sakte hai. Isse aapko real sex jesi feeling aaygi.
4) Aap apne hand change kar ke bhi hastmaitun kar sakte hai. Isse aapko acchi feeling aaygi.
5) Kisi dusre se hastmaithun karane ka anand hi kuch aur hota hai. Aap isme apni girlfriend yaa lady love ki help bhi le sakte hai.
6) Aap Masturbation ke liye Sex Toys for Men ka use kar sakte hai. Ye aise toys hai jinki help se aap masturbate kar sakte hai aur enjoy kar sakte hai.
Yeh sabhi tarike se aap Hastmaithun ka anand utha sakte hai. To padiye iske Male Masturbation Benefits, aur kijiye apni life ko enjoy.
Get more details about Male Masturbation from Sex & Love.