Mumps ek Virus containing bimari hai, jo ki parotid gland ko kashtdayak roop se bada kar deti hai. Ye gland aage aur kan ke peeche present rahti hai aur saliva tatha sputum ko utpan karti hai.
Galasua ek sankaramit bimari hai , jo ek vyakti se dusre vyakti tak failti hai. Iska failne ka mukhaya karan sankaramit saliva. 2 se 12 saal ke baache me sankramand ki jayad sambhavana hoti hai. Jayada umar ke logo me parotid gland ke alawa anye gland jese hydrocele, Pankriyaj (pancreas) aur nervous system bhi shamil hota hai.
To chaliye aaj is article ke jariye hum aapko batate hai Mumps Treatment, Causes, Symptoms aur Precautions
Mumps Causes: Galasua Ke Mukhaye Karan
• Mumps Virus
• Sankaramit saliva, Chhikne se aur khasne se
• Sankramit vyakti ke saath khana khane se
• Iske lakshano ki shuvaat 14 se 18 dino me hoti hai.
Symptoms of Mumps: Galasua ke Lakshan
• Bukhar
• Sar dard
• Bukh na lagna
• Kamjori
• Chakkar aana
• Chabane aur gale me dard
• Gardan me jakrand hona
• Pet dard
You may also like :- World TB Day Par Jane Tuberculosis Signs and Symptoms
Mumps Diagnosis (Nidaan)
• Ek sadharan se checkup ke baad iski pushti ho sakti hai. Kyoki kano ke ekdam samne jabde me sujan dikhai deti hai.
• Culture or Blood tests kiya ja sakta hai aur isse bhi nidaan ki pushti hogi.
• Blood me antibodies ki upstithi aasani se sankramnd viral ki pushti karega.
Mumps Treatment: Galasua ke Upchar
• Mumps ka koi vishesh upchar nahi hota hai. Bas medicine se vibhinn lakshnao me araam mil sakta hai.
• Mumps ek viral rog sankramand hai, jiska ilaaj antibiotics dawa se sambhav hai.
• 2 week me yeh apne aap hi smapat ho jata hai.
• Dard nivark dawa jese ibuprofen or paracetamol ka sevan karna chahiya aur suji hui jagah par thanda pack lagane se bhi araam milta hai.
• Pura araam kare
• Naram aahar lena chahiye, jisme adhik chabana na pade. Saath hi taral padarth ka sevan jayada kare.
• Katte falo ka sevan na kare.
Mumps Precautions
• Measles-mumps-rubella vaccination galasua ki roktham ke bahut jaruri hai.
• MMR(Measles-mumps-rubella) ki 2 khurak aamtor par 12 se 15 mahine me di jati hai.
• Yadi is 12 se 15 mahine me khurak na di gai ho to, dusri khurak 4 se 6 saal ki aayu me de sakte hai.
Upar aapne Mumps Treatment, Causes, Symptoms Aur Precautions.
Get more details about Mumps from Diet and Fitness.