Vaginal Infection: Yoni Smasaya ke Mukhaya Symptoms or Precautions

Vaginal Infection ko vaginitis bhi kaha jata hai, jo ki vaginal me hone vale badlav jese irritation, itching, smell ka karan hota hai.

Adhiktar women ke vaginal me kuch discharge hota hai, jo yoni ko saaf-sutra aur nam rakhte hai. Generally discharge me halki se gand, usse swach, safed ya pila hona chahaiye. Sukhane ke baad ye aapke underpants par yellowish color chord deta hai. Dekha gaya hai ki aapke mansik chkra ke beech me kuch jyada swach or chipchipa discharge hota hai.

Lekin kai bar kuch mahilaye Vaginal Infection se grasit rahti hai. To aaiye hum iske kuch symptoms jante hai.

Symptoms of Vaginal Infection

  • Vaginal discharge ke color,smell aur amount me difference  aata hai
  • Yoni ke as paas Khujli ya jalan hoti hai.
  • Urinating ke time jalan hoti hai.
  • Bar bar urinating aati hai.
  • Yoni muh ke aasa pass ghav ya massa ho jata hai.
  • Sambhog ke time bahut painful hota hai
  • Kap kapi ya bhukhar hota hai.
  • Pet  me dard ya marod hoti hai.

Yadi aapko in mese koi infection ke symptoms hai to Doctor ke paas jaye, aur pata lagaye ki aapko kis type ka Vaginal infection hua hai.

You may also like:- Colitis Symptoms: Janiye Pet ki Bimari ke Lakshan

Types of Vaginal Infection

  • Yeast Infection
  • Bacterial Vaginosis
  • Atrophic Vaginitis
  • Trichomoniasis Vaginitis

Preventing Vaginal Infections

  • Yadi aapko in mese koi bhi Vaginal Infections ke lakshan hai to doctor se milkar proper treatment or dawa ka sevan kare.
  • Har din nahaye shower le aur yoni ke aas paas ke area ko saaf rakhe. Saath hi jaha tak ho us jaga h ko sukha rakhe
  • Jalan karne vale sabun ka use na kre, Mahilao ke hygiene sprays, perfumed toilet paper or perfumed se bache

Diaphragms and spermicidal applicators ko sabun vale gram pani se acchi tarah dhoye aur usske baad acchi tarah lagaye.

 

Upar humne aapko vaginal infection ke bare me bataya hai. To agar aap is pareshani se grasit hai, to aaj hi aapne doctor se baat kre.

See more details about vaginal Infection from Diet and Fitness.

Loading...

This website uses cookies.