Sex Hormones Se Women Me Allergy Ka Risk

Aapke sharir ke estrogen, progesterone, and testosterone swabhavik roop se aapki age se hisab se kam hote hai, khas kar jab aap menopause situation me hote hai tab ye problem aapko suffer karni padti hai.

To aaiye hum dhundte hai kuch aise tarike jisse aap apni sex life ko aur aapke Sex Hormones level ko control kar sake.

You may also like: Sex Life Ko Aur Bhi Sexual Bana De Ye Yogasana

Janiye Women Me Kese Sex Hormones Change Hote Hai

Women Sex Hormones estrogen women me Allergy pratikriyao ko badakar unhe janleva star tak le jane me mahatvapurna bhumika nibhata hai. Ek study me yeh baat saamne aai hai.

America ke National Institute of Allergy and Infectious Diseases ke ek study ke hawale se telegraph ne ek rapat me kaha hai, allergy pratikriyao ke prati women jyada sensitive hoti hai, kyun ki female sex hormones iss stithi ko aur bhi worst kar deta hai.

Sex-Hormones

 

Isi tarah ki ek stithi Anafilaksis hai, jo allergy pratikriya hai aur food item, medicine, ya insects ke katane se hota hai. Research ke doran Male mice me Anafilaksis pratikriyae behtar khatarnak dhang se hui hai.

Darasal, astrogen Blood Vessels ko prabhavit karta hai, jo uss enzyme ke Level aur activity ko badati hai, jo Anafilaksis ke kuch lakshano ka karan hota hai. Researchers ke mutabit, jab male mice ko Estrogen blocking treatment diya jata hai, to unki allergy pratikriyae behad kam ho jati hai. Yeh study ‘The Journal of Allergy and Clinical Immunology’ me publish hui hai.

Get more details about Sex Hormones  from Sex & Love.

Loading...

You may also like...