Brahmi ek podha hai, jo sadiyo se India me dawa ke roop me istemaal kiya jata hai. Yeh podha nam isthano me paya jata hai, tatha mukhaye roop se Bharat iski upaj bhumi hai.
Yeh podha bahut hi laabhkari aushadhi hai. Brahmi ko yeh naam uske vridhivadhak hone ke gun ke karan diya hai. Lekin bahut se log iske faydo ke bare me nahi jante hai. To chaliye aaj hum aapko batate hai, Brahmi Benefits in Hindi.
Brahmi Ke Aur Naam Is Prakaar Hai
• Bacopa monniera
• Indian Pennywort[verification needed] (L.) Pennell
• Bramia monnieri (L.) Pennell
• Gratiola monnieria L.
• Herpestes monnieria (L.) Kunth
• Herpestis fauriei H.Lev.
• Herpestis monniera
• Herpestris monnieria
• Lysimachia monnieri L.
• Moniera cuneifolia Michx.
Brahmi ke faydo ki baat karne se pahle hum aapko iske guno ke bare me batate hai. Jisse ki aap janenge ki yeh kitna laabhkari hai.
Brahmi Gunvardhak Aushadhi Hoti Hai
Ayurveda me is aushadhi ka kafhi mahtav hai. Yeh hare aur safed rang ki hoti hai. Iska swad fika hota hai aur iski tasir shital hoti hai. Brahmi Plant bhumi me falkar bahut bada ho jata hai. Iski root aur pattiya mulayam, gudedar hoti hai, tatha yeh safed fool se bhara hota hai.
You may also like:- Benefits of Barley Water: Jau ke Swasthvardhak Fayde
Brahmi Benefits: Bacopa Monnieri Bhi Kai Bimariyo ka Ilaaj
Constipation me Faydemand
• Brahmi me moujud aushadhi gun constipation ki samasaya ko dur karne me helpful hote hai. Iska niyamit sevan karne se ka purani constipation ki problem bhi solve ho jati hai.
• Isme antiscorbutic gun paye jate hai. Jisse yeh pet ki problem se bachata hai.
Work Capacity ko Badata Hai
• Brahmi Benefits ka ek jaruri bhag yeh hai ki , brahmi plant ke sabhi bhag upyogi hote hai. Jaha tak ho sake ise taja hi use karna chahiye.
• Iska prabhav mukhaye roop se mastishk par padta hai. Yeh mastishk ke liye tonic ki tarah kaam karta hai. Saath hi iske sevan se man shant rahta hai.
• Lagatar karye karne se thakan ho jane par jab vyakti ki karye kshamta kam ho jati hai, to iska use se aapko bemisaal fayde milte hai.
Insomnia ki Problem se Bachata Hai
• Jin vyakti ko anidra ki problem hoti hai unhe iska sevan karna chahiye. Jisse unko araamdayak neend aaygi.
• Neend puri hone par ve kai bimariyo se bhi bach jayange.
• Vidhi:- Sone se pahle 250 milligram dudh me ek chammach brahmi ka powder mila kar rojaana sevan karna chahiye. Isse aap tanav mukht hokar aapni neend puri kar sakte hai. Saath hi aapki memory bhi badegi.
Baccho me Consternation Badaye
• Brahmi Benefits ki baate kare to yeh iska sabse mahatpund fayda hai ki, jin baacho ka padhai me dhyan nahi hota hai ya vo padhai nahi kar pate hai. Unke liye brahmi ka sevan bahut laabhkari hota hai, jisse unka consternation badta hai.
• Vidhi:- 200 miligram dudh me 1 chammach brahmi ka powder mila kar rojana apne baache ko de. Isse unki memeory badegi tatha unka man padhai me lagega.
Mastishk ke Liye Upyogi
• Brahmi ka istemaal aamtor par mind ke liye kiya jata hai. Yeh ek poshtik tonic to hai. Saath hi yeh mastishk ko shanti bhi deta hai.
• Lagatar mansik karyo karne se thakn ke karan jin vyakti ke mind ashant ho jata hai, tab iska sevan faydemnad hota hai.
Antioxidant
• Brahmi dimag ki shakti badne ki popular jadi-buti hai. Isme upsthit antioxidant tatav hone se mind ki power badti hai. Iska 1 chammach ras roj pina laabhdayak hota hai.
• Agar aapko iska ras pasand na to aap isko chaba kar bhi kha sakte hai.
High Blood Pressure Control
• Yadi high blood pressure ka vishesh karan na ho to brahmi ki tazi pattiyo ka ras 2.5 miligram matra me shahad lekar sevan kare, isse bhi blood pressur control rahta hai.
• Isme moujud aushadhi gun blood pressure ko badne se rokte hai.
Khansi aur Bukhar Dur Kare
• Khansi bukahre hone par brahmi ek bahut acchi dawa ke roop me upyogi hota hai.
• Isske sevan se khnasi aur sardi ki problem jadl se khatam ho jati hai
• Vidhi:- 2.5 gram Brahmi, 2.5 gram sankhapuspi, 5 gram Badam, .5 gramchhoti Ilaichi ka powder. In sab ko pani me acchi tarah gholkar chhan le, phir aur mishran milakar subhah sham iska sevan kare.
Baalo Ke Liye Faydemand
• Yadi aapko baalo se sambhandhit koi bhi pareshnai hai, jese baal jhadna to pareshan na ho bas 1 chammach brahmi powder ka sevan kare.
• Isse aapko bahut laabh milega tahtah aapke baal bahut sundar ho jayange.
Heart ke Liye Faydemand
• Isme brahmin namak alkaloids hota hai, jo heart ke liye laabhkari mana jata hai.
• Niyamit roop se agar brahmi ka use kiya jaye to aap heart ki problem se bach sakte hai.
Twacha Ke Liye Upyogi
• Skin related problem ko dur karta hai tatha aapki skin ko glowing banata hai.
• Iske sevan se pimple, eczema jese skin problem sab khatam ho jate hai.
Loose Motion se Bachata hai
• Bacche ko loose motion hone par teen ya 4 pattiyo jeera tatha chini ke saath milakar iska paste bna kar nabhi ke charo aur lagaye isse bacche ko turant aaram milega.
• Isse bacche ki purani pet ki problem bhui dur ho jati hai.
Ghar Me Positive Waves
• Jin gharo me brahmi ka ped laga hota hai, us parivaar ke bacche ki memeory power acchi hoti hai.
• Saath hi ghar me achanak accident hone ki sambhavna bhi nahi hoti hai.
Upar apane jane Brahmi Benefits in Hindi. To is laabhkari aushadhi ka use karke hamesha swasth rahe.
Savdhaniya
Brahmi adhik matra me upyog se kabhi bhi twacha me khujli tatha kai aur skin disease ho sakti hai. Isliye iska kam matra me sevan kare. Saath hi iska use karne se pahle pane doctor se jarur jankari le.
Get more update about Brahmi Benefits from Food.