Increase Sperm Count: Shukranu Badane ke Gharelu Nuskhe

Ek online report ke anusar, 18 se 50 years ki age wale purush 10% kam shukranu banana se pidit hai. Iss samasya se nipatne ke liye kai Gharelu Nuskhe available hai, jisme se milk badi easily ke saath available ho jata hai.

Nischit roop se, Shahad (Honey) ke saath milk pine se low sperm count ki samasya se nijat paya ja sakta hai. Kariye Increase Sperm Count aur rahiye happy.

Ayurveda me Impotence aur Infertility ki samasyao ke liye Shahad ek medicine ke roop me lene ki salah di jati hai. Halke gungune milk ke saath shahad pine se fertility ka level 0 se 60 million sperm count badane me madad karta hai.

You may also like: Sex Hormones Se Women Me Allergy Ka Risk

Increase Sperm Count: Badaiye Apne Shukranu ko Aasani se

Vitamin A purush sex hormones ke utpadan ke liye kafi had tak jimmedar hota hai. Isme Anti-oxidant gun hote hai jo sharir me cells ko free radix ke damage se bachne ka karya karte hai. Saath hi yeh seminiferous tubules ke rakhrakhav ke liye bhi mahatvapurna karya karta hai. Milk me Vitamin A kafi matra me hota hai, isiliye purusho ko ye jarur pina chahiye.

Pure aur bina garm kiya hua Shahad sexual stimulation ko badata hai, kyuki isme anek padarth jese Zinc, Vitamin E aadi hota hai. Jo ki purush aur reproductive health ko badava dene ko karya karte hai. Iske alawa, raat ko roz sote vakt Shahad, pisa lahasuna ek saath mix kar ke khana chaiye, kyuki yeh ek aapko sexual stamina aur pleasure ko bada dega.

Iske alawa Shahad aur daal chini bhi impotence, gathiya, baal jhadna, daant dard, cough, pet ki kharabi, weight loss aur bade hue cholesterol ko kam karne me madadgar hoga.

Agar aap yeh kam shukranu ke hone ka karan jaan le to aap iss samasya se kaafi had tak nijat paa sakte hai. Niche kuch aam karan diye ja rahe hai, jine padh kar aap jaan jaege ki kyu aapke andar shukranu ki sankhya kam hoti ja rahi hai.

Cause of Low Sperm Count: Kam Shukranu Hone ka Karan

  • Sharirik aur Mansik Tanav
  • Neend Puri na Hona
  • Smoking aur Sharab ki Adhik Lat
  • Motapa
  • Cancer
  • Heredity
  • Hormone Problem
  • Pollution aur Zinc ki kami
  • Steroids jesi Medicine

Aapne dekhe kese hum apne shukranu ko increase kar sakte hai. To apnaiye humare ye gharelu nuskhe Increase Sperm Count aur rahiye fit and fine.

Get more details about Increase Sperm Count  from Sex & Love.

Loading...

This website uses cookies.