Appendicitis Treatment ke Dwara Paiye Pathari se Chutkara
Appendix aanto ka ek tukda hota hai aur iske sankraman jko Appendicitis kahte hai. Yhe pet dard paida karne vala ek aam karan hai. Yeh samasya 10 se 30 saal ki umra ke logo mai hona aam hota hai. Yeh mahilao ke mukable purusho mai jayad dekhne ko miltah hai.
Lekin aap chahe to iss bimari se bach sakte hai. Jiske liye aaiye aaj iss article mai hum aapko batate Appendicitis Treatment. Jisse aap pathari ki bimari se bach sakte hai.
Rogi ko agar appendicitis hai to, uske pet ke daye bhag mai niche ki taraf dard, bhuk mai kami aayegi, ulti, matli, kabj, gas na nikalna, pet mai sujan aur halka si bukhar rah sakti hai.
Appendicitis chhoti aant aur badhi aant ke beech ki kadi hai, jo shatut ke aakar ki hoti hai. Yeh aanto se bahar ki aur nikal jati hai. Pahle iski upyogita ke bare mai jankari nahi thi. Aksar chikitsak pet dard hone par Appendicitis ko hata dene ko sahi mante hai.
Ise marijo ko koi samasys nahi hoti hai. chikitsak ne appendicitis par study ke baad paya hai ki ek swasth sharir ke liye iska hone jaruri hai. Isse manushaye ke pachan parnali ke liye acche vale bacterial ko jama karke rakhne vali theli hoti hai. Jiske karan jab hamare sharir ke bacterial mai lambe samay se rogo ki vajah se kami ho jati hai.
Aisi isthiti mai aap theek tarike se ialj nahi karenge to to aapke pet ke daye hisse mai gola ban jayega. Isliye ho sake to iske lakshan dekhane par turat doctor se sampark kare aur iska ilaj kare. Taki aap ek swasth jivan jee sake.
Kyoki aisi isthiti lambhe samay tal bane rahe apr aant sankramn hokar appendicitis ke fattne ki isthiti aa jati hai. Iske fattna ek bahut khatarnak isthiti hai. Isliye aapko iska sahi samay par ilaj karna bahut jaruri hai.
Appendicitis Treatment Dwara Bachaiye Pathari ke Dard se
Lahsun
Appendicitis Treatment ki baat kare to lahsun ka naam sabse pahle aata hai. Rozana khali pet 2 se 3 kacchi lahsun ka sevan kare. Aap khana khate vakt bhi lahsun ka proyog kar sakte hai. Dusre prayog yeh hai ki, aap doctor ki salah se garlic capsule ka sevan kijiye. Aap Appendix Symptoms ko pahchan kar iss bimari se bach sakte hai.
Adrak
Adark dard aur sujan ko dur karne mai bahut sahayak hai. Rozana adrak ki chai 2 se 3 bar pijiye. Adark ki chai banana ke liye ek cup pani ubalte huye pani mai ek chhota chammach ghisi huye adrak daak ar 1o minutes tak ubale. Dusre tarika hai ki aap adark ka ras se malish bhi kar sakte hai.
You may also like:- Benefits of Ginger: Adrak ke Fayde Aapki Health ke Liye
Methi Dana
Ek cup mai chhota chammach methi dana daal kar ubal lijiye. Iske baad is apni se ko din mai ek baar piye. Khane mai bhi methi dane ka paryog kare. Isse dard aur sujan bhi dur ho jati hai.
Nimbu
Nimbu dard, apachat aur kabj se rahat dilate hai. Yhe vitamin C se bharpur hai, isliye yeh immune bhi badhta hai. Iska sevan karne ke liye ek nimabu nichod kar usme kacchi shahad milaiye. Iss misharn ko din mai kai bar lijiye aisa kuch weeks tak lagatar kare.
Tulasi
Yadi appendicitis rogi ko halka bukhar bhi aata hai to tulsi ise kam kar saki hai . Saath hi yeh apcha aur gas ko kam karti hai. Bukhar dur karne ke liye ek mitthi tulsi, 1 chhote chammach adrak aur ek cup pani ko ubaliye. Ise chai ko din mai 2 baar kai dino tak pijiye. Appendicitis ke anye lakshano ko dur karne ke liye aap rozana tulsi ki 3 se 4 tulsi ki pattiya ko chaba sakte hai.
Pudina
Yeh andar ki gas, matli aur chakkar jese lakshan ko dur karta hai. Yeh appendicitis ke dard ko bhi theek karta hai. Iska sevan karne ke liye pudhina ki chai taiyar kare. Ek chammach tazi pudhina ki pattiya ko ek cup kholte hai pani 10 minutes tak ubal ise chhan kar isse kacchi shahad milaye. Fir ise week mai 2 ya 3 baar rozana pijiye.
You may also like:- Benefits of Peppermint Oil: Pudina Tel ke Bemisaal Fayde
Fiber Yukat Aahar
Aahar mai low fiber Appendicitis ke hone ka ek karan ho sakta hai. Isliye aapko high fiber vale aahar jese beans, kheera, tomato, chukadar, gajar, broccoli, matar , brown rice, munka, wheat, kaddu ke beez aadi ka sevan karna chahiye.
Taral Padarth
Khub sara taral padarth pine chahiye . Isse kabj ki shikayat khatam ho jati hai. Iske alaw aap fruit juice ka bhi sevan kare,l ekin isme sugar ki matra bahut kam hona chahiye.
Dudha
Dudha ko ek bar ubalkar thanda kar pijiye aur fir iska sevan kijiye. Isse bhi aapko bahut laabhmilega aur aap ki sehat bahut acchi bani rahegi.
Tomato
Laal tomato mai sendha namak aur adrak daalkar bhojan ke pahle khane se bahut fayda milta hai. Isse aapki sehat bhhi acchi bani rahti hai. Saathi aap iss samaya se bhi bach sakte hai.
To hum bol sakte hai ki, tomato ek accha Appendicitis Treatment hai.
Rai
Pet ke nichle bhag mai dai aur rai piskar lep bankar lagaiye. Isse aapka dard dur ho jayega. Magar dhyan rahe ki, ek ghante se jayad der tak lep lag nahi rahna chahiye. Vran chhale bhi pad sakte hai.
Palak ka Saag
Aant se sambhandhit rogo mai palak ka saag khana bahut faydemand hota hai. Isse aapko bahut fayda milta hai. Isliye agar aap iss rog se pidit hai. To iska sevan jarur kijiye.
Prickly
Prickly ko lekar pis lijiye aur uska lap banaiye. Ise aapko shanti milegi aur pida sab dur ho jayegi. Saath hi iss samasya se hamesah ke liye aaram mil jayega.
Acchi Diet
Rozana chhanch mai namak mila pijiye. Saath hi ek acchi diet lijiye jis mai taze phal aur sabjiya shamil ho. Saath hi dairy product, meat sugar ka sevan mat kijiye.
Upar aapne jane Appendicitis Treatment. To bas der kis baat ki aaj se hi inn upaye ke dawra aap iss pathari ke rog se aasani se bach kar hamesah ke liye swasth rah sakte hai.