Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj
Pahle ganjepan ki samasya umra ke bade padav par dekhi jati thi. Lekin aaj ke dino mai yeh problem kishoro mai bhi dekhne ko mil rahi hai. Khan pan aur jivanshaily ke karan adhik baal jhadne se mahilao aur purusho dono hi ganjepan ka shikar ho rahe hai.
To aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai Baldness Treatment in Hindi. Jisse ki aap ganjepan ki problem ko dur karne ke gharelu nuskhe ke baare mai sahi jankrai hasil kar loge.
Baal kam hone par vyakti jaldi budha lagane lagta hai. Aajkal kai scientific technique jese hair transplant, stem cell taknik, laser treatment aur hair weaving aa gaye hai, jinse ganjepan ka upchar kiya ja sakta hai. Inn sabhi mai hair transplant logo ke beech sabse jyada popular huya hai. Kyoki yeh anya upay ke mukable aasan aur accha tarika hai.
Picchle dino mai scientist ne chuho par kiye gaye ek prayog se ptaa lagaya tha ki ganjepan ka ilaj gene aadharit therapy se bhi sambhav hai. Saath hi unhone aisi gene ka bhi ptaa lagay hai, jo baalo ko jhadne se rokte hai. Yeh gene uss protein ki gatividhiyo ko badane mai mada karta hai, jo baalo ko swasth rakhte hai.
Ek research mai yeh bhi ptaa laga hai ki , ganjepan ki samaya isthai nahi hoti hai. Iska ilaj sambhav hota hai. Unke mutabik baal girna ki samaya sar mai moujud chhote chhote organ ke kharab hone se shuru hoti hai. Yeh organ baal ugane me madad karte hai.
Causes of Baldness, Ganjepan ka Karan
Kisi tarah ke masik ghatak bhi baal jhade ka mukhaye karan hota hai. Cancer ke treatment, kis dawao ke sevan karne se, blood circulation mai kami hone par, aahi aahar na lene par, saaf safi ka dhyan na rakhne par aadi bahut se karan hote hai jiss se haumare baal jhante hai.
Lekin inn karno par dhyan na dene par yeh karan bahut bada roop lelete hai. Jisse ke chalte insaan ganjepan ka shikar ho jata hai.
You may also like:- Alopecia Treatment: Ganja Pan se Chutkara Ab Hua Aasan
Bal jhadan ek bimari hai jo ko har insaan ko aalg alag tarike se hoti hai. Hair fall ke bahur se type hote hai jisse according doctor ganjepan ka ilaj karte hai. Jese ki, Involutional alopecia, male and female pattern baldness, Traction alopecia, Trichotillomania aadi.
Methi Baldness Treatment in Hindi, Inn taiko Ko Pana Kar Paiye Panjepanj se Chutkara
Dana Aur Dhai
Ganjepan ke upchar mai methi dana bahut faydemand hota hai. Ek raat pahle methi ko pani me bhigo kar rakh de. Fir subah uth kar use pis kar issme dahi mila lijiye. Iss paste ko apne baalo ki jado mai kam se kam 1 ghante ke liye lagiye. Aisa karne se sar ki rusi khatam ho jayegi aur sar ki twacha mai nami aayegi. Methi me nicotinic acid aur protein paya jata hai, jo baalo ki jado mai poshan pahuchane ke saath hi baalo ki growth bhi badat hai.
Udar ki dal ka Paste
Udar ki bina chhilke vali dal ko ubal kar pis lijiye. Fir raat ko sone se pahle iss lep ko baalo ko jado mai lagaiye. Kapde gande na ho iske liye sar par towel bhandh le. Aisa lgatar kuch dino tak karne se baal dobar ugne lagte hai aur hair loss kam ho jat ahai.
Mulethi aur Kesar
Baldness Treatment in Hindi ki baat kare to mulethi ka naam sabse pahle aata hai. Mulethi ko piskar isme thodi matra me dudh aur kesar milakar paste taiyar kar lijiye. Taiya kiye gaye paste raat ko sone se pahle sar mai lag lijiye. Subah uthkar baalo mai halka sa shampoo kar le. Aisa karne se dheere dheer ganjapan dur hoga
Hare dhaniye ka Paste
Hare dhaniye ka paste banakar sar ke uss hisse mai lagaiye jaha aapke baal nahi hai. Aise lagatar ek mahine tak karne se ude huye baal fir se ugne shuru ho jate hai.
Kela Aur nimbu
Ek kele ke gude mai nimbu ke ras ko acche se mash kar le. Iss paste ko sar par lagane se baalo ka jhadne ki samsaya kam ho jati hai. Aisa karne jhade huye baal ki jagah par fie se baa lane lagte hai.
Pyaz
Badi pyaz lekar uske do hisse kar lijiye. Sar ke jis hisse se baal nahi hai vaha par pyaz ko 5 minutes tak ragdiye. Aisa lagatar karne se aapke bala jhadna khatm ho jayenge. Saath hi baal fir se ugne lagenge.
Anar
Anar ki patti piskar sar par lagaiye. Aisa aap lagatra kijiye. Isse aapko adhbhut laabh milenag saath hi aapke baal fir se pahle jese sundar aur kale ghane ho jayenge.
Upar aapne jane Baldness Treatment in Hindi, to agar aap bhi baal jhadne ki samasya se grasit hai. Aaj se inn tariko se aapne jhade baalo ko rok sakte hai.
Lekin dhyan rahe ki agar aapke baal jarurat se jyada jhad rahe hai to inn tariko ko apnane se pahle ek bar doctor ki salah jarur le. Taki aap sahi ilaj pa kar apni sundarta ko barkarar rakh sakte hai.
Baldness se sambhandhit adhik jankari ke liye dekhiye Diet and Fitness.